Woh Paas Nahin Majbur Hai Dil ( Nau Bahar - 1952 )

Song Name
: Woh Paas Nahin Majbur Hai Dil
Movie Name
: Nau Bahar
Music Director
: Roshan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1952
Views
:


[singer: Lata]

bhatake huye musaafir, manzil ko dhundhate hai
dil kho gaya hamaara,ham dil ko dhundhate hai

woh paas nahin majboor hai dil, ham aas lagaaye baithe hai
ummeed bhare aramaanon ka toofaan chhupaaye baithe hai
jaao ke wohi bedard ho tum,wa'adon ka jinhe kuchh paas nahin
ham hai ke tumhaare wa'adon par,duniya ko bhulaye baithe hai
woh paas nahin

barbaad hai dil, ujada hai chamaan, berang hui phoolon ki khuban
bekaar ulajhate kaanto se daaman ko bachaaye baithe hai
woh paas nahin


****************************************