Raat Dhali,Jaan Chali ( Nausherwan E Adil - 1957 )
Song Name |
: Raat Dhali,Jaan Chali |
Movie Name |
: Nausherwan E Adil |
Music Director |
: C.Ramchandra |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Love Song |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1957 |
Views |
: |
aajaa.. aajaa..
aajaa.. aajaa..
raat Dhalii, raat Dhalii, jaan chalii, jaan chalii
beKhabar, beKhabar, mere dilarubaa, mere dilarubaa
raat Dhalii, jaan chalii
beKhabar, hai kidhar, mere dilarubaa
(vo teri meri baat sanam yaad hai)-2
(vo thandi thandi raat mujhe sanam yaad hai)-2
suni padi, suni padi, meri gali, meri gali
beKhabar, beKhabar hai kidhar, mere dilarubaa
raat Dhali, jaan chali
beKhabar, hai kidhar, mere dilarubaa
(pheeke pade hain saare nazaaren)-2
doob chale hain raat ke taare
(dard-e-jigar kahaan tujhako pukaare)-2
sukh gai, dil ki kali
beKhabar, hai kidhar, mere dilarubaa
aajaa.. aajaa..
(tez bahate hue majhadaar ke paani se na dar)-2
naav ban jaayegi tere liye har ek bhanvar
(dil pe rakh haath, muhabbat ke sahaare aajaa)-2
aajaa.. aajaa.. aajaa..
*******************************************
आजा.. आजा..
आजा.. आजा..
रात ढली, रात ढली, जान चली, जान चली
बेख़बर, बेख़बर, मेरे दिलरुबा, मेरे दिलरुबा
रात ढली, जान चली
बेख़बर, है किधर, मेरे दिलरुबा
(वो तेरी मेरी बात सनम याद है)-२
(वो ठंडी ठंडी रात मुझे सनम याद है)-२
सूनी पड़ी, सूनी पड़ी, मेरी गली, मेरी गली
बेख़बर, बेख़बर है किधर, मेरे दिलरुबा
रात ढली, जान चली
बेख़बर, है किधर, मेरे दिलरुबा
(फीके पडे हैं सारे नज़ारें)-२
डूब चले हैं रात के तारे
(दर्द-ए-जिगर कहाँ तुझको पुकारे)-२
सूख गई, दिल की कली
बेख़बर, है किधर, मेरे दिलरुबा
आजा.. आजा..
(तेज बहते हुए मझदार के पानी से न डर)-२
नाव बन जायेगी तेरे लिये हर एक भंवर
(दिल पे रख हाथ, मुहब्बत के सहारे आजा)-२
आजा.. आजा.. आजा..
-----------------------------------------------------
[submitted on 28-Feb-2010]