Kabhi Khaamosh Ho Jaana ( Patanga - 1949 )
Song Name |
: Kabhi Khaamosh Ho Jaana |
Movie Name |
: Patanga |
Music Director |
: C.Ramchandra |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1949 |
Views |
: |
[Singer:- Lata ]
[muhabbat ki kushi do din ki, hua gham zindagi bhar ka
ye jina koi jina hai, jiye jaate hain mar mar ke]
(kabhi khamosh ho jaana, kabhi fariyaad kar lena
magar us bevafa ko, chup ke chup ke yaad kar lena
ho chhup kar yaad kar lena) - 2
judaai men kisi ki, do hi baaten achchhi lagati hain - 2
(mili rone se jab fursat) -2 to un ko yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena
kabhi kaamosh ho jaana
mere bichhade hue saathi, mujhe barabaad rahane de - 2
tu apane pyaar ki duniya - 2
kahin aabaad kar lenaa - 2
kabhi khamosh ho jaana
*****************************************