Chale Aa Rahe Hain Hajaamat Kara Ke ( Sagaai - 1951 )
Song Name |
: Chale Aa Rahe Hain Hajaamat Kara Ke |
Movie Name |
: Sagaai |
Music Director |
: C.Ramchandra |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1951 |
Views |
: |
[singers:- Rafi-Chitalkar ]
Chtalkar:
hasinon ki gaadi men, aashiq ka ghoda
bedard kismat ke haathon ne joda
Both:
(muhabbat jata ke, aankhen lada ke chale aa rahe hain hajaamat kara ke, hoy ! chale aa rahe hain hajaamat kara ke) -2
Rafi:
kaha main ne us se muhabbat karooga
tumhaare liye hi, jiyunga maroonga
ho jiyunga maroonga
phataaphat diya haaye re
phataaphat diya ek chaanta jama ke
Both: chale aa rahe hain hajaamat kara ke...............
Chitalkar:
(kaha main ne dil ko, hatheli pe rakh ke ye anamol moti hai, le lo parakh ke ji le lo parakh ke) -2
vo chalate bane
Rafi: - achchhaa ji ?
Chitalkar:
chalate bane dil ko thokar laga ke
Both: chale aa rahe......................
Rafi:
kaha tha buzurgon ne, dil na lagaana jee, dil na lagaana
jee dil na lagaana
muhabbat ki garmi se, daaman bachaana
ho daaman bachaana, ho daaman bachaana
magar ab to baithe magar ab to baithe hain daaman jala ke
Both: chale aa rahe............................
... ... ... ... ...