Qismat Ka Likha Ho Kar ( Sagaai - 1951 )
Song Name |
: Qismat Ka Likha Ho Kar |
Movie Name |
: Sagaai |
Music Director |
: C.Ramchandra |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1951 |
Views |
: |
[singers:- Lata & Chorus]
Lata:
ham hain yahaan, dil saajan ke paas hai
aankhon men dol rahi mil ne ki aas hai
aankhon se jo bhi aansu bahega, yahi kahega
qisamat kaa likha ho kar rahega -2
Chorus:
aankhon se jo bhi aansu bahega, yahi kahega
qisamat ka likha ho kar rahega -2
Lata:
( kahate hain tujh se ye bul-bul ke naale
o saiyaad chaahe jitana sata le ) -2
tere sitam dil hans ke sahega, aur ye kahegaa
Chorus:
qisamat ka likha ho kar rahega -2
aankhon se jo bhi aansu bahega, yahi kahega
qisamat ka likha ho kar rahega -2
Lata:
( aazaadiyaan meri leni hai le le
qaid-e-ghulaami deni hai de de ) -2
jis ka hai ye dil us ka rahega, tujh se kahega
Chorus:
qisamat ka likha ho kar rahega -2
aankhon se jo bhi aansu bahega, yahi kahega
qisamat ka likha ho kar rahega -2
... ... ... ... ...