Aaja Aaja Tera Intezaar Hai ( Sazaa - 1951 )

Song Name
: Aaja Aaja Tera Intezaar Hai
Movie Name
: Sazaa
Music Director
: S.D.Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1951
Views
:


-----------------------------------------------------------
Lata:
aaja aaja tera intezaar hain tujhe dhundh raha mera pyaar hain aaja aaja

rokte hain duniya waale, pyaar ke yeh raaste - 2
mushkilen hi mushkilen hain, do dilon ke waaste

Talat:
majboor mera pyaar hain, majboor majboor

Lata: O~~~O~~~aaja aaja tera intezaar hain tujhe dhundh raha mera pyaar hain aaja aaja...

tod sakta hain agar, duniya ke bandhan tod de - 2
pyaar karne waale is duniya se, darna chhod de
aaja aaja tera intezaar hain tujhe dhundh raha mera pyar hain aaja aaja

Talat:
pyaar ki taqdeer men, likhi hain yeh majbooriyan-2
haai yeh majbooriyan, yeh do dilon ki duriyan
majboor mera pyaar hain, majboor majboor

Lata: O~~O~~aaja aaja tera intezaar hain tujhe dhundh raha mera pyaar hain aaja aaja

Talat:majboor mera pyaar hain, majboor majboor
-----------------------------------------------------------