Na Baaz Aaya Muqaddar ( Sunehre Qadam - 1966 )

Song Name
: Na Baaz Aaya Muqaddar
Movie Name
: Sunehre Qadam
Music Director
: Bulo C.Rani
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1966
Views
:


havaa Khaamosh hai, aur chup hain sitaare
sisak kar so gaye hain aramaan hamaare

(na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se)-2
(bhari bahaar men hun dur aashiyaane se)-2
na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

qusur unakaa, na meri khataa, na duniyaa ki, na duniyaa ki
(mit gai Khud hi men, mitane ke ik bahaane se)-2
(na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se)-2

(bujhi naa pyaas meri)-2
(pi ke dekh li har shaiy)-2
(pyaasi hi laut chali main bhare mai-Khaane se)-2
na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
bhari bahaar men hun dur aashiyaane se
na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
**************************************
हवा ख़ामोश है, और चुप हैं सितारे
सिसक कर सो गये हैं अरमां हमारे

(न बाज़ आया मुक़द्दर मुझे मिटाने से)-२
(भरी बहार में हूँ दूर आशियाने से)-२
न बाज़ आया मुक़द्दर मुझे मिटाने से

क़ुसूर उनका, न मेरी खता, न दुनिया की, न दुनिया की
(मिट गई ख़ुद ही में, मिटने के इक बहाने से)-२
(न बाज़ आया मुक़द्दर मुझे मिटाने से)-२

(बुझी ना प्यास मेरी)-२
(पी के देख ली हर शैय)-२
(प्यासी ही लौट चली मैं भरे मय-ख़ाने से)-२
न बाज़ आया मुक़द्दर मुझे मिटाने से
भरी बहार में हूँ दूर आशियाने से
न बाज़ आया मुक़द्दर मुझे मिटाने से

[Submitted on 07-May-2008]