Bansi Ki Dhun Sun ( Taaj - 1956 )

Song Name
: Bansi Ki Dhun Sun
Movie Name
: Taaj
Music Director
: Hemant Kumar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1956
Views
:


Singer: Lata bansi ki dhun sun, tere liye chun chun
laayi hun main bagiya se gori gori kaliyaan
nikali hun chup chup, ghar se main luk chhup
aayi hun sajaane balam teri galiyaan

bhole sajan tere dil ki jalan
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri nazar kise dhoondhe idhar main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri mithi nazar pahachaan gayi re
duniya se bach bach
kahati hun sach sach
aayi hun sajaane balam teri galiyaan.......

baanki palak yah saloni jhalak
mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
teri qasam yeh suratiya balam mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
main to baithe bithaaye jiya haar gayi re
dil mera pal pal kahata tha chal-chal
aayi hun sajaane balam teri galiyaan.......

*****************************************