Mohe Chhod Gayo Mora Saanwariyaan ( Taaj - 1956 )

Song Name
: Mohe Chhod Gayo Mora Saanwariyaan
Movie Name
: Taaj
Music Director
: Hemant Kumar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1956
Views
:


Singer: Lata

mohe chhod gayo mora saanvariya
meri aasha chhoot gayi
haaye re, meri aasha chcoot gayi

aaj meri majabur muhabbat, ro-ro tumhen pukaare
pyaar bhara dil tod ke saajan tum kit aur sidhaare
mukh mod gayo mora saanvariya
meri aasha chhoot gayi
haaye re, meri aasha chcoot gayi

kaun sune mere man ki batiyaan, koi nahin mera apana
preet abhaagan aaj hui, ek adhuura sapana
dil tod gayo mora saanvariya
meri aasha chhoot gayi
haaye re, meri aasha chcoot gayi

mohe chhod gayo mora saanvariya
meri aasha chhoot gayi
haaye re, meri aasha chcoot gayi

*****************************************