Tadpati Hai Tarsati Hai ( Tera Mera Saath Rahen - 2001 )

Song Name
: Tadpati Hai Tarsati Hai
Movie Name
: Tera Mera Saath Rahen
Music Director
: Anand Raj Anand
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2001
Views
:


Tarsati Hai Tadpati Hain
Deewana Sa Kar Jati Hain
Oh Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Tarsati Hai Tadpati Hain
Deewana Sa Kar Jati Hain
Oh Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai

Beeta Sukh Bhi Dukh Lagta Hain
Jab Yaadein Aati Hain
Beeta Sukh Bhi Dukh Lagta Hain
Jab Yaadein Aati Hain
Bhooli Bisri Apni Saari Baatein Dourati Hain Aaj Bhi Meri Saason Ko Teri Zulfein Mehkaati Hain
Lehraati Hain Behlaati Hain
Deewana Sa Kar Jaati Hain
Oh Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai

Woh Galiyan Woh Ghar Woh Manjar
Yaadon Mein Aate Hain
Haan Woh Galiyan Woh Ghar Woh Manjar
Yaadon Mein Aate Hain
Yeh Aansoon Ye Dard-E-Dil Yaadon Ki Saugaatein Hain
Door Hai Tu Nazron Se Par Mere Saamne Muskaati Hain
Sharmaati Hai Ghabraati Hain
Deewana Sa Kar Jaati Hain
Oh Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Tarsati Hai Tadpati Hai
Deewana Sa Kar Jati Hain
Oh Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai
Yaad Kyon Aati Hai