Yeh Tune Kya Kiya ( Awara Paagal Deewana - 2002 )
Song Name |
: Yeh Tune Kya Kiya |
Movie Name |
: Awara Paagal Deewana |
Music Director |
: Anu Malik |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2002 |
Views |
: |
Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se Bacha Loonga Tujhko Har Dard Aur Gham Se
Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se Bacha Loongi Tujhko Har Dard Aur Gham Se
Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Tumhaara Mujhko Aitbaar Kyon Hai Na Jaane Tumse Itna Pyaar Kyon Hai
Main Doonga Pyaar Ka Imtehaan Bhi
Lutaunga Tujhpe Apni Jaan Bhi
Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkano Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Yeh Dil Ka Shisha Tod To Na Doge
Yeh Haath Mera Chhod To Na Doge
Nibhaoonga Jo Kiya Tumse Vaada Kabhi Nahin Badalta Main Irada
Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkano Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se Bacha Loongi Tujhko Har Dard Aur Gham Se
Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon
Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon