Jise Hasna Rona ( Awara Paagal Deewana - 2002 )

Song Name
: Jise Hasna Rona
Movie Name
: Awara Paagal Deewana
Music Director
: Anu Malik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:


Jise Hasna Rona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paagal Hona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paana Khona Hai Woh Pyaar Kare
Har Sitam Jo Sahe Dard Aur Gham Jo Sahe
Meri Jaan Woh Pyaar Kare
Jise Hasna Rona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paagal Hona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paana Khona Hai Woh Pyaar Kare
Har Sitam Jo Sahe Dard Aur Gham Jo Sahe
Meri Jaan Woh Pyaar Kare
Jise Hasna Rona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paagal Hona Hai Woh Pyaar Kare

Kabhi Dil Is Mein Tadpe Kabhi Is Mein Mile Aaraam
Kabhi Naam Hua Is Mein Kabhi Is Mein Hue Badnaam
Kabhi Dil Is Mein Tadpe Kabhi Is Mein Mile Aaraam
Kabhi Naam Hua Is Mein Kabhi Is Mein Hue Badnaam
Ek Pal Ka Milan Is Mein Barson Ki Judaai Hai
Is Mein Rang Rangaliyan Hai Is Mein Tanhaayi Hai
Is Mein Rang Rangaliyan Hai Is Mein Tanhaayi Hai
Jise Hasna Rona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paagal Hona Hai Woh Pyaar Kare
Har Sitam Jo Sahe Dard Aur Gham Jo Sahe
Meri Jaan Woh Pyaar Kare
Jise Hasna Rona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paagal Hona Hai Woh Pyaar Kare

Phoolon Ki Sej Bhi Hai Kaanto Ka Bistar Bhi
Jeene Ka Mazaa Hai To Hai Marne Ka Darr Bhi
Phoolon Ki Sej Bhi Hai Kaanto Ka Bistar Bhi Jeene Ka Mazaa Hai To Hai Marne Ka Darr Bhi
Hote Hai Khafa Rab Se Jag Se Lad Jaate Hai Jo Iske Deewane Hai Suli Chad Jaate Hai
Jo Iske Deewane Hai Suli Chad Jaate Hai
Jise Khwaab Sajana Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paagal Hona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paana Khona Hai Woh Pyaar Kare
Har Sitam Jo Sahe Dard Aur Gham Jo Sahe
Meri Jaan Woh Pyaar Kare
Jise Hasna Rona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paagal Hona Hai Woh Pyaar Kare
Jise Paana Khona Hai Woh Pyaar Kare