Dhadka O Dil Dhadka ( Bharosa - 1963 )

Song Name
: Dhadka O Dil Dhadka
Movie Name
: Bharosa
Music Director
: Ravi
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1963
Views
:


[singers:- Lata & Aasha]

dhadaka o dil dhadaka
guzara gali se tere-mere sapanon vaala ladaka

maine bhi dekha, us ne bhi dekha
aankhon hi aankhon men hui batiyaan
ek bhool hui pata bhi na puuchha
kaise ab to likhun patiyaan
dhadaka o dil............................

hoga milan kab main to na jaanu jaan-e-man rasiya
un ki lagan men gaati rahungi aaye na man-basiya
dhadaka o dil............................

*****************************************