Ajab Hai Maalik Tera Jahaan ( Chiragh Kahaan Roshni Kahaan - 1959 )

Song Name
: Ajab Hai Maalik Tera Jahaan
Movie Name
: Chiragh Kahaan Roshni Kahaan
Music Director
: Ravi
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1959
Views
:


(ajab hai maalik tera jahaan,chiraagh kahaan roshani kahaan)-2
aag lage, nahiin uthe dhuaan,chiraagh kahaan roshani kahaan

(chaand se dekha door chakora)-2
dharati door gagan se
aankh se door hai, aankh ka taara
bichhada phool chaman se
(ye kaisa dastur yahaan)-2
chiraagh kahaan roshani kahaan
ajab hai maalik tera jahaan, chiraagh kahaan roshani kahaan

(de kar apanaa deep kare jo, kisi kaa ghar ujiyaara)-2
aaj usi ke man men chhaaya, kyun gham ka andhiyaara
(aai bahaaren le ke khizaan)-2
chiraagh kahaan, roshani kahaan
ajab hai maalik tera jahaan, chiraagh kahaan roshani kahaan

courtesy:
http://www.youtube.com/watch?v=OFuSuX9vzn4
****************************************
(अजब है मालिक तेरा जहाँ,चिराग़ कहाँ रोशनी कहाँ)-२
आग़ लगे, नहीँ ऊठे धूँआ,चिराग़ कहां रोशनी कहाँ

(चाँद से देखा दूर चकोरा)-२
धरती दूर गगन से
आँख से दूर है, आँख का तारा
बिछडा फूल चमन से
(ये कैसा दस्तूर यहाँ)-२
चिराग़ कहां रोशनी कहाँ
अजब है मालिक तेरा जहाँ,चिराग़ कहाँ रोशनी कहाँ

(दे कर अपना दीप करे जो, किसी का घर ऊजीयारा)-२
आज उसी के मन में छाया, क्युं ग़म का अँधीयारा
(आई बहारें ले के ख़िज़ाँ)-२
चिराग़ कहां रोशनी कहाँ
अजब है मालिक तेरा जहाँ,चिराग़ कहाँ रोशनी कहाँ.....

[submitted on 19-Apr-08]