Mat Jaiyo Naukariya Chhod Ke ( Do Badan - 1966 )
Song Name |
: Mat Jaiyo Naukariya Chhod Ke |
Movie Name |
: Do Badan |
Music Director |
: Ravi |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1966 |
Views |
: |
Singer: Aasha Bhonsle
mat jaiyo naukariya chhod ke, tore paiyaan padun balama -2
tore paiyaan padun main binati karun -2
mat jaiyo naukariya.............
dekh piya parades men aisi roop ki chhaya naahii.n milegi -2
paisa rupaiya mil jaaega, prem ki maaya naahin milegi
prit nahin to kuchh bhi nahiin hai, saanchi kahun balama
mat jaiyo naukariya..............
prit karo aur reet na jaano, tum to ho saiyaan ek anaadi -2
bhul bhai ye mose pritam jo main jiyarava tose haari
jaao main tum se na bolungi, saanchi kahun balama
mat jaiyo naukariya..........
deepak laike dhoondh lo jag men,hamasi mohaniya na paaoge -2
jis ke gore gaal pe til ho, aisi sajaniya na paaoge
ham se bichhad ke pachhataaoge, saanchi kahun balama
mat jaiyo naukariya...............
***********************************************