Na Ja Kahin Ab Na Ja ( Mere Humdum Mere Dost - 1968 )
Song Name |
: Na Ja Kahin Ab Na Ja |
Movie Name |
: Mere Humdum Mere Dost |
Music Director |
: Laxmikant Pyarelal |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Un-Categorized |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1968 |
Views |
: |
Na Jaa KahiinN Ab Na Jaa Dil Ke Sivaa
Hai Yahii Dil Kuuchaa Teraa
Ai Mere Hamdam Mere Dost
Naa Jaa Kahiin Ab Na Jaa ...
Aaj Sahar-E-Dil Mein Chalake
Suurat-E-Chiraag Jalake
Jhukii Jhukii Nigaah Kii
Kaajal Se Dil Pe
Likhe Aa Naam-E-Vafaa
Naa Jaa Kahiin Ab Na Jaa ...
Aake Khuun-E-Dil Milaake
Bhar Duun In Labon Ke Khaake
Bujhaa Bhujhaa Badan Teraa
Kamal Kamal Khilaa Ke
Khilaa Duun Rang-E-Hinaa
Naa Jaa Kahiin Ab Na Jaa ...