Ham Tere Shahar Mein Aaye Hain ( Non-Filmi - 1940 )
Song Name |
: Ham Tere Shahar Mein Aaye Hain |
Movie Name |
: Non Filmi |
Music Director |
: un-known |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Ghazals |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1940 |
Views |
: |
Singer : Ghulaam Ali
Shaayar : Qaiser-ul-Jafari
ham tere shahar mein aaye hain, musaafir ki tarah-2 sirf ek baar mulaaqaat ka mauqa de de
ham tere shahar mein aaye hain, musaafir ki tarah-2 apani Ankhon mein chhupa rakhein hain jugnu main ne -2
apani palakon pe saja rakhe hain Ansu main ne meri Ankhon ko bhi barasaat ka mauqa de de ham tere shahar mein aaye hain, musaafir ki tarah-2 bhulana tha to ye iqaraar kiya hi kyun tha-2 bewafa tune mujhe pyaar kiya hi kyun tha sirf do-chaar savaalaat ka mauqa de de ham tere shahar mein aaye hain, musaafir ki tarah-2 sirf ek baar mulaaqaat ka mauqa de de
ham tere shahar mein aaye hain, musaafir ki tarah-3
----------------------------------------
[these verses are not included in audio file]
meri manzil hai kahaan, mera Thikaana hai kahaan subah tak tujh se bichhad kar mujhe jaana hai kahaan soch ne ke liye ek raat ka mauqa de de ham tere shahar mein aaye hain, musaafir ki tarah-2 aaj ki raat mera dard-e-muhabbat sun le kanp-kapate huye honThon ki shikaayat sun le aaj izhaar-e-Khayaalaat ka mauqa de de ham tere shahar mein aaye hain, musaafir ki tarah-2 **********************************
गायक : ग़ुलाम अली
शायर : क़ैसर-ऊल-जाफ़री
हम तेरे शहर में आये हैं, मुसाफ़िर की तरह-२ सिर्फ़ एक बार मुलाक़ात का मौक़ा दे दे
हम तेरे शहर में आये हैं, मुसाफ़िर की तरह-२ अपनी आँखों में छुपा रखें हैं जुगनू मैं ने -२
अपनी पलकों पे सजा रखे हैं आँसू मैं ने मेरी आँखों को भी बरसात का मौक़ा दे दे हम तेरे शहर में आये हैं मुसाफ़िर की तरह-२ भूलना था तो ये इक़रार किया ही क्यूँ था-२ बेवफ़ा तूने मुझे प्यार किया ही क्यूँ था सिर्फ़ दो-चार सवालात का मौक़ा दे दे हम तेरे शहर में आये हैं मुसाफ़िर की तरह-२ सिर्फ़ एक बार मुलाक़ात का मौक़ा दे दे
हम तेरे शहर में आये हैं मुसाफ़िर की तरह-३ ----------------------------------------
[येह अशार गायकी में शामील नहीं है]
मेरी मन्ज़िल है कहाँ, मेरा ठिकाना है कहाँ सुबह तक तुझ से बिछड़कर मुझे जाना है कहाँ सोचने के लिये एक रात का मौक़ा दे दे हम तेरे शहर में आये हैं, मुसाफ़िर की तरह-२ आज की रात मेरा दर्द-ए-मुहब्बत सुन ले कँप-कँपाते हुये होंठों की शिकायत सुन ले आज इज़्हार-ए-ख़यालात का मौक़ा दे दे हम तेरे शहर में आये हैं, मुसाफ़िर की तरह-२ ----------------------------------------------------------
[submitted on 16-June-2011]