Humein Koi Gham Nahin Tha ( Non-Filmi - 1940 )

Song Name
: Humein Koi Gham Nahin Tha
Movie Name
: Non Filmi
Music Director
: un-known
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Ghazals
Release Date
Movie Year
: 1940
Views
:


Shaayar: Faiyyaz Hashmi
Singer: Mehdi Hassan

hamein koi Gham nahin tha, Gham-e-aashiqi se pahale-2
na thi dushmani kisi se, teri dosti se pahale hamein koi Gham nahin tha, Gham-e-aashiqi se pahale

hai ye meri bad_naseebi, tera kya qasur is mein-2
tere Gham ne maar Daala, mujhe zindagi se pahale mera pyaar jal raha hai-2 are chaand aaj chhup ja-2 kabhi pyaar tha hamein bhi, teri chaandni se pahale main kabhi na muskuraata, jo mujhe ye ilm hota-2 ke hazaaron Gham milenge, mujhe ik Khushi se pahale na thi dushmani kisi se, teri dosti se pahale hamen koi Gham nahin tha, Gham-e-aashiqi se pahale
----------------------------------------
(not included in audio file)
ye ajeeb imtehaan hai, ke tumhi ko bhulana hai mile kab the is tarah ham, tumhen be-dili se pahale
*************************************
शायर; फ़ैय्याज़ हाश्मी
गायक; मेहदी हसन

हमें कोई ग़म नहीं था, ग़म-ए-आशिक़ी से पहले-२
न थी दुश्मनी किसी से, तेरी दोस्ती से पहले हमें कोई ग़म नहीं था, ग़म-ए-आशिक़ी से पहले

है ये मेरी बदनसीबी, तेरा क्या क़सूर इस में-२
तेरे ग़म ने मार डाला, मुझे ज़िन्दगी से पहले मेरा प्यार जल रहा है-२ अरे चाँद आज छुप जा-२ कभी प्यार था हमें भी, तेरी चाँदनी से पहले मैं कभी न मुस्कुराता, जो मुझे ये इल्म होता-२ के हज़ारों ग़म मिलेंगे, मुझे इक ख़ुशी से पहले न थी दुश्मनी किसी से, तेरी दोस्ती से पहले हमें कोई ग़म नहीं था, ग़म-ए-आशिक़ी से पहले
_ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ [आखरी अशार गायकी में शामिल नहीं है]
ये अजीब इम्तेहाँ है, कि तुम्ही को भूलना है मिले कब थे इस तरह हम, तुम्हें बेदिली से पहले ------------------------------------------------------
[submitted on 12-June-2011]