Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu ( Papa Kahte Hain - 1996 )

Song Name
: Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Movie Name
: Papa Kahte Hain
Music Director
: Rajesh Roshan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1996
Views
:


pyaar mein hota hai kya jadoo Tu jaane ya main jaano
pyaar mein hota hai kya jadoo Tu jaane ya main jaano
Rehta nahi kyun dil par qaboo
Tu jaane ya main jaano

Pyaar mein hota hai kya jadoo
Tu jaane ya main jaano

Gun gun karta kyun phirta hai Koi bhawra baghon mein
Gun gun karta kyun phirta hai LyricsMAsti.com
Koi bhawra baghon mein
Kyun hoti hai phool mein khusbo
Tu jaane ya main jaano

pyaar mein hota hai kya jadoo
Tu jaane ya main jaano

Chandni raatein hoon to chakori
Pagal si kyun hoti hain
Chandni raatein hoon to chakori
Pagal si kyun hoti hain
Jungle mein koyal ki ku ku Tu jaane ya main jaano

Jaise haryaali aur sawan
Jaise bharka aur badal
Jaise haryaali aur sawan
Jaise bharka aur badal
Tere liye main mere liye tu
Tu jaane ya main jaanu

pyaar mein hota hai kya jadoo
Tu jaane ya main jaano
Rehta nahi kyun dil par qaboo
Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu