Ghir Ghir Aayi Kaari Badariya ( Shagoofa - 1953 )

Song Name
: Ghir Ghir Aayi Kaari Badariya
Movie Name
: Shagoofa
Music Director
: C.Ramchandra
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1953
Views
:


[singer:- Lata]

ghir ghir aayi kaari badariya
der lagayi, meri yaad na aayi
ghar aaja aaja~
ghar aaja saanwariya

daras bina meri ankhiyaan pyaasi
nees din baat take teri daasi
chhaayi hai udaasi pyaas bujha jaa aaja /-2
tohe dhoondhe najariya aaja
ghar aaja saanwariya
ghir ghir aayi.................

beetat naahin din jeeya nahin laage
ankhiyon se nindiya dur-dur bhaage
binti karun main dars dikha ja aaja /-2
le le meri khabariya aaja aaja~~~
ghar aaja saanwariya
ghir ghir aayi...........

******************************************