Meri Bahaki Bahaki Chaal ( Shagoofa - 1953 )
Song Name |
: Meri Bahaki Bahaki Chaal |
Movie Name |
: Shagoofa |
Music Director |
: C.Ramchandra |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1953 |
Views |
: |
[singers:- Geeta Dutt & Chorus]
Geeta: meri bahaki-bahaki chaal
mere resham se baal
meri zulfon ke jaal men na aana, na aana
Chorus: dil ko bachaana raaja dil ko bachaana -2
Geeta: chanda ki chaandani se gora gora rang mera -2
Chorus: gora gora rang mera -2
Geeta: kaliyon se naazuk baalama ang-ang mera -2
Chorus: gora gora rang mera -2
Geeta: meri palaken zanjir, mere naina hain teer
mera khaali na jaaye nishaana
na aana
Chorus: dil ko bachaana raaja dil ko bachaana -2
Geeta: meri bahaki-bahaki chaal
mere resham se baal
meri zulfon ke jaal men na aana, na aana
Chorus: dil ko bachaana raaja dil ko bachaana -2
Geeta: patali qamar meri daali gulaab ki -2
Chorus: daali gulaab ki -2
Geeta: chhodo ji chhodo ye baaten hain Khwaab ki -2
Chorus: baaten hain Khwaab ki -2
geeta: main chaman ki bahaar, thandi-thandi phuhaar
dekho dekho ji haath na lagaana
na aana
Chorus: dil ko bachaana raaja dil ko bachaana -2
Geeta: meri bahaki-bahaki chaal
mere resham se baal
meri zulfon ke jaal men na aana, na aana
Chorus: dil ko bachaana raaja dil ko bachaana -2
******************************************