Ye Hava Ye Sama Chaandani Hai Javaan ( Shagoofa - 1953 )

Song Name
: Ye Hava Ye Sama Chaandani Hai Javaan
Movie Name
: Shagoofa
Music Director
: C.Ramchandra
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1953
Views
:


[singer:- Lata ]

ye hava, ye sama chaandani hai javaan
tumhen laayi meri fariiyaad yahaan -2

(mere dard-e-jigar hai ye tera asar
baad muddat ke un se mili hai nazar ) -2
mere dil se utha, aahon ka dhooaan -2
tumhen laayi meri......................

tere aane se dil ki kali khil gayi
aa aa aa aa~
tere aane se dil ki kali khil gayi
zindagi ki qasam zindagi mil gayi -2
hai nai ye zamin, hai naya aasmaan -2
tumhen laayi meri.................

(tum na aate agar mere achchhe sanam
rooth jaate zamaane ki mahfil se ham ) -2
dhoondhate tum agar milata na nishaan -2
tumhen laayi meri................


******************************************