Dooba Taara Umeedon Ka Sahaara ( Udan Khatola - 1955 )

Song Name
: Dooba Taara Umeedon Ka Sahaara
Movie Name
: Udan Khatola
Music Director
: Naushad
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1955
Views
:


[singer:- Lata Mangeshkar]

duba taara umidon ka sahaara chhut gaya -2
jo mere haath se daaman tumhaara chhut gaya
o duba taara..........................

geet milan ke gaati duniya dekh saki na ham ko
pyaar pe koi bas na chala to -2
chhin liya pritam ko -2
haay pritam ko
nagari mere armaanon ki zamaana loot gaya
jo mere haath se.............................

pyaase ko saagar dikhala ke chhin liya kyon paani o o jag vaale
o jag vaale tuune bhi mere -2
dil ki lagi na jaani -2
haay na jaani
tukade ho gaye mere dil ke nasiba phoot gaya
jo mere haath se.........................
******************************************