Hamaare Dil Se Na Jaana ( Udan Khatola - 1955 )
Song Name |
: Hamaare Dil Se Na Jaana |
Movie Name |
: Udan Khatola |
Music Director |
: Naushad |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1955 |
Views |
: |
[singer:- Lata Mangeshkar ]
hamaare dil se na jaana,dhoka na khaanaa,duniya badi beimaan
o piya duniya badi beimaan
hamaare dil se na jaana,dhoka na khaana,duniya badi beimaan
hamaare dil se.............................
(main hoon ji, pyaar ki paheli nishaani)-2
(aankhon se aaj kahun dil ki kahaani)-2
o~oo~ sun lo ji painyaa padoon ho~oo~
(dekho ji binati karun)-2
ho~oo~,hamaare ghar laaj nibhaana
dil na dukhaana balama kahana mera maan
oo~ piya duniya badi beimaan
hamaare dil se......................
(miithe do bol yahaan,mushakil hai bolana)-2
(duniya ko bhed kabhi,man ke na kholana)-2
o~oo~ jhooti hai preet yahaan,
ho~oo~
(koi na meet yahaan)-2
ho~oo~,bura hai aaj zamaana
toote jiya na
ulajhan men hai meri jaan
oo~ piya duniya badi beimaan
hamaare dil se.............................
******************************************