Haal E Dil Mein Kya Kahun ( Udan Khatola - 1955 )

Song Name
: Haal E Dil Mein Kya Kahun
Movie Name
: Udan Khatola
Music Director
: Naushad
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1955
Views
:


[singer:- Lata Mangeshkar ]

haal-e-dil main kyaa kahun
mushakil hai mere saamane

haal-e-dil main kya kahun -2
mushakil hai mere saamane -2
bhole bhaale roop men -2
qaatil hai mere saamane -2

haal-e-dil...............................

( meri umeedon ki kashti paar ho jaane bhi de paar ho jaane bhi de ) -2
ruk ja ai toofaan tu -2
saahil hai mere saamane -2
haal-e-dil..................................

( josh kahata hai ke chal aur hosh kahata hai sambhal ) -2
ho~~o~~o~~o
hosh kahata hai sambhal
kis ka kahana maan lun -2
manzil hai mere saamane -2

haal-e-dil main kya kahun..............

******************************************