Sitaaron Ki Mehafil Saji Tum Na Aaye ( Udan Khatola - 1955 )

Song Name
: Sitaaron Ki Mehafil Saji Tum Na Aaye
Movie Name
: Udan Khatola
Music Director
: Naushad
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1955
Views
:


[singers: Lata Mangeshkar]

aayi thi raat josh-e-tamannaa liye hue
jaati hai ab luti hui duniyaa liye hue

(sitaaron ki mehfil saji tum na aaye)- 2
saji tum na aaye
tumhe hamne aavaaz di sajnaa tumhe hamne aavaaz di,tum na aaye
(haaye tum na aaye)- 2

bichhadane ko ab raat kaa kaarvaan hai haaye kaaravaan hai huaa chaand benuur, chup aasamaan hai
chup aasamaan hai
chali ruthakar chaandani, tum na aaye
(haaye tum na aaye)- 2

abhi jaag uthe hain ummeedon ke taare
ummeedon ke taare
chale aao pyaare muhabbat pukaare
muhabbat pukaare
bahaaron ko neend aa gayi,tum naa aaye
(haaye tum na aaye) - 2
****************************************